Hintçe

Mere saamnewaali khidki me
Ek chaand ka tukda rahta hai
Mere saamnewaali khidki me
Ek chaand ka tukda rahta hai

Afsos yah hai ke woh hamse
Kuchh ukhda ukhda rahta hai
Mere saamnewaali khidki me
Ek chaand ka tukda rahta hai

Jis roz se dekha hai usko
Ham shamaa jalaana bhool gaye
Dil thaam ke aise baithe hai
Kahin aana jaana bhool gaye
Ab aath pahar in aankhon me
Woh chanchal mukhda rahta hai
Mere saamnewaali khidki me
Ek chaand ka tukda rahta hai

Barsaat bhi aa kar chali gayi
Baadal bhi garaj kar baras gaye
Barsaat bhi aa kar chali gayi
Baadal bhi garaj kar baras gaye
Par uski ek jhalak ko ham
Aye husn ke maalik taras gaye
Kab pyaas bujhegi aankhon ki
Din raat ya dukhda rahta hai
Mere saamnewaali khidki me
Ek chaand ka tukda rahta hai
Afsos yah hai ke woh hamse
Kuchh ukhda ukhda rahta hai
Mere saamnewaali khidki me
Ek chaand ka tukda rahta hai

Türkçe

Mere saamnewaali khidki me
Ek chaand ka tukda rahta hai
Mere saamnewaali khidki me
Ek chaand ka tukda rahta hai

Afsos yah hai ke woh hamse
Kuchh ukhda ukhda rahta hai
Mere saamnewaali khidki me
Ek chaand ka tukda rahta hai

Jis roz se dekha hai usko
Ham shamaa jalaana bhool gaye
Dil thaam ke aise baithe hai
Kahin aana jaana bhool gaye
Ab aath pahar in aankhon me
Woh chanchal mukhda rahta hai
Mere saamnewaali khidki me
Ek chaand ka tukda rahta hai

Barsaat bhi aa kar chali gayi
Baadal bhi garaj kar baras gaye
Barsaat bhi aa kar chali gayi
Baadal bhi garaj kar baras gaye
Par uski ek jhalak ko ham
Hüsn Aye Ke Mâlik Taras Gaye
Kab Pyaas Bujhegi Aankhon Ki
Din Raat Ya Dukhda Rahta Hai
Mere Saamnewaali Khidki Me
Ek Chaand Ka Tukda Rahta Hai
Afsos Yah Hai Ke Woh Hamse
Kuchh Ukhda Ukhda Rahta Hai
Mere Saamnewaali Khidki Me
Ek Chaand Ka Tukda Rahta Hai

(5000 karakter kaldı)
Hintçe
Türkçe

Son çeviriler

devamını göster›
ADS - REKLAMLAR