Hintçe

Teri aankhon ke dariya ka
utarna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha
Zuroori tha ki
Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte
Magar phir aarzu'on ka
bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
utarna bhi zaroori tha

Bataao yaad hai tumko
Woh jab dil ko churaya tha
Churaai cheez ko tumne
Khuda ka ghar banaya tha
Woh jab kehte thhe
Mera naam tum tasbih mein padhte ho
Mohabbat ki Namaazo ko
qara karne se darte ho
Magar ab yaad aata hai
Woh baatein thi mahaz baatein
Kahin baaton hi baaton mein
Mukarna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha

Wahi hai sooratein apni
Wahi main hoon, wahi tum ho
Magar khoya huaa hoon main
Magar tum bhi kahin gum ho
Mohabbat mein dagha ki thi
So kaafir the so kaafir hain
Mili hain manzilein phir bhi
Musaafir thhe, musaafir hain
Tere dil ke nikaale hum
Kahaan bhatke, kahaan pahunche
Magar bhatke toh yaad aaya
Bhatakna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichhadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ki
Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte
Magar phir aarzu'on ka
Bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori

Türkçe

Aankhon Teri Ke Ka Dariya
Utarna Büchi Zaroori Tha
Mohabbat Büchi Zaroori Thi
Bichadna Büchi Zaroori Tha
Zuroori Tha Ki
Hum Dono Tawaaf-e Aarzoo-Karte
Magar phir Aarzu'on Ka
Bikharna Büchi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Ka Dariya
Utarna Büchi Zaroori Tha

Bataao UR Teri Hai Tumko
Woh Jab Dil Ko Churaya Tha
Churaai Cheez Ko Tumne
Khuda Ka Ghar Banaya Tha
Woh Jab Kehte Thhe
Mera Naam Tum tesbih, Mein Padhte Ho
Mohabbat Ki Namaazo Ko
Kara Karne Se DARTE Ho
Magar Ab UR Teri Aata Hai
Woh Baatein Thi Mahaz Baatein
Kahin Baaton Merhaba Baaton Mein
Mukarna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Ka Dariya
Utarna Bhi Zaroori Tha

Wahi Hai Sooratein Apni
Wahi Ana Hoon Wahi Tum Ho
Magar Khoya Huaa Hoon Ana
Magar Tum Bhi Kahin Sakız Ho
Mohabbat Mein Dagha Ki Thi
So KÂFİR SAYILIR So KÂFİR SAYILIR Hain
Mili Hain Manzilein phir Bhi
Musaafir Thhe, Musaafir Hain
Tere Dil Ke Hum Nikaale
Kahaan Bhatke, Kahaan Pahunche
Magar Bhatke Toh UR Teri Aaya
Bhatakna Büchi Zaroori Tha
Mohabbat Büchi Zaroori Thi
Bichhadna Büchi Zaroori Tha
Zaroori Tha Ki
Hum Dono Tawaaf-e Aarzoo-Karte
Magar phir Aarzu'on Ka
Bikharna Büchi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Ka Dariya
Utarna bhi zaroori

(5000 karakter kaldı)
Hintçe
Türkçe

İçindekiler

Son çeviriler

devamını göster›
ADS - REKLAMLAR