Hintçe

Paas aaye..
Dooriyaan phir bhi kam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
Jaa mile.. jaa mile..
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi manzilein.. manzilein..

Rang thhe, noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan

Hamari adhuri kahani..
Hamari adhuri kahani.. (x0)

Khushbuon se teri yunhi takra gaye
Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye

Jannatein agar yahin
Tu dikhe kyon nahin
Chaand suraj sabhi hai yahaan
Intezar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan

Humari adhoori kahaani
Humari adhoori kahaani.. (x0)

Pyaas ka ye safar khatam ho jayega
Kuch adhura sa jo tha poora ho jayega

Jhuk gaya aasmaan
Mill gaye do jahaan
Har taraf hai milan ka samaa
Doliya hain saji, khushbuein har kahin
Padhne aaya Khuda khud yahaan..

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani.. (x0)

Türkçe

Paas aaye..
Dooriyaan phir bhi kam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
Jaa mile.. jaa mile..
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi manzilein.. manzilein..

Rang thhe, noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan

Hamari adhuri kahani..
Hamari adhuri kahani.. (x0)

Khushbuon se teri yunhi takra gaye
Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye

Jannatein agar yahin
Tu dikhe kyon nahin
Chaand suraj sabhi hai yahaan
Intezar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan

Humari Adhoori Kahaani
Humari Adhoori Kahaani Kk (Ksh0)

Pyaas Ka Ye Safar Khatam Ho Jayega
Kuch Adhura Sa Jo Tha Poora Ho Jayega

Jhuk Gaya Aasmaan
Mill Gaye Do Jahaan
Har Taraf Hai Milan Ka Samaa
Doliya Hain Saji, Khushbuein Har Kahin
Padhne Aaya Khuda Khud Yhan Kk

Hamari Adhuri Kahani
Hamari Adhuri Kahani Kk (Ksh0)

(5000 karakter kaldı)
Hintçe
Türkçe

İçindekiler

Son çeviriler

devamını göster›
ADS - REKLAMLAR